Tum poochti ho mujhse,
Tumhari jhukti palko se meri doobti umeed ka rishta kya hai.
Ab kahe bhi toh kya kahe,
Jo keh bhi diya toh kya.
Tumhare kadmon ki dhool se,
meri manzil ka rishta kya hai,
Yeh sawal pooch baitha tha khud se,
Jawab jo mil bhi gaya toh kya hai.
Tumhari jhukti palko se meri doobti umeed ka rishta kya hai.
Ab kahe bhi toh kya kahe,
Jo keh bhi diya toh kya.
Tumhare kadmon ki dhool se,
meri manzil ka rishta kya hai,
Yeh sawal pooch baitha tha khud se,
Jawab jo mil bhi gaya toh kya hai.
No comments:
Post a Comment